00:00
04:25
इस गाने के बारे में अभी तक कोई संबंधित जानकारी उपलब्ध नहीं है।
Shyam chanda hai, Shyama chakori, chakori
Badi sundar hai donon ki jodi
Shyam chanda hai, Shyama chakori, haan, chakori
Badi sundar hai donon ki jodi
♪
Govind hai Gokul ka raaja
Braj ki sarkar rani hai Radha
Krishna kala hai, Radha hai gori, haan, gori, haan, gori
Badi sundar hai donon ki jodi
Shyam chanda hai, Shyama chakori, haan, chakori
Badi sundar hai donon ki jodi
♪
Shyam rasiya hai, Shyama rasili
Krishna chhaliya hai, Radha sharmili
Krishna kala hai, Radha hai gori, haan, gori, haan, gori
Badi sundar hai donon ki jodi
Shyam chanda hai, Shyama chakori, haan, chakori
Badi sundar hai donon ki jodi
♪
Dono mein prem itna hai zyada
Radha Mohan, aur Mohan hai Radha
Krishna man ka maduk, Radha bhaunri, haan, bhauri, haan, bhauri
Badi sundar hai donon ki jodi
Shyam chanda hai, Shyama chakori, haan, chakori
Badi sundar hai donon ki jodi
♪
Donon hi roop ras ki hai dhaara
Jismein dooba hai sansaar saara
Nand nandan ke bhaanu Kishori, Kishori, Kishori
Badi sundar hai donon ki jodi
Shyam chanda hai, Shyama chakori, haan, chakori
Badi sundar hai donon ki jodi
Hey, Nathkhat Nagar, Nandlala
Hey, Murlidhar, tu Matwala
Hey, Nathkhat Nagar, Nandlala
Hey, Murlidhar, tu Matwala