00:00
02:50
ਇਸ ਗਾਣੇ ਬਾਰੇ ਹਾਲੇ ਤੱਕ ਕੋਈ ਜਾਣਕਾਰੀ ਉਪਲਬਧ ਨਹੀਂ ਹੈ।
Main toh baadalon se tur jaaoongi
Main toh apna hi sur paaoongi
Hain jo crazy, crazy sapne mere
Saare chun ke main bun aaoongi
Haan, maana is duniya ki hoon hi nahin
Main apni hi duniya banaaoongi
Ke ikk zindagi meri (ikk zindagi meri)
Sau khwaahishaan (sau khwaahishaan)
Haan, ikk zindagi meri, sau khwaahishaan
Main poori, main poori, main poori karaan
Ikk zindagi meri, sau khwaahishaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan
♪
(Hey!)
(Hey!)
Sabki rok hai, tok hai, nok hai, jhok hai
Par dil mein bhi hope hai, hai na?
Life thodi hard hai, andekhe card hain (hey!)
Par hum bhi toh star hain, hain na?
Ke maana is duniya ki hoon hi nahin
Main apni hi duniya banaaoongi
♪
Haan, ikk zindagi meri, sau khwaahishaan
Ikk-ikk main poori karaan
Ikk zindagi meri, sau khwaahishaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan
Main jeena, main jeena, main poori tarhaan