background cover of music playing
Wahan Kaun Hai Tera Musafir - S. D. Burman

Wahan Kaun Hai Tera Musafir

S. D. Burman

00:00

04:43

Song Introduction

इस गीत के बारे में अभी तक कोई जानकारी उपलब्ध नहीं है।

Similar recommendations

Lyric

Wahan kaun hai tera?

Musafir, jaayega kahan?

Dum le-le ghadi-bhar

Yeh chhaiya paayega kahan?

Wahan kaun hai tera?

Musafir, jaayega kahan?

Wahan kaun hai tera?

Beet gaye din, pyaar ke palchhin

Sapna bani woh raatein

Bhool gaye woh, tu bhi bhula de

Pyaar ki woh mulaqaatein

Pyaar ki woh mulaqaatein

Sab door andhera

Sab door andhera

Musafir, jaayega kahan?

Dum le-le-, dum le-le...

Dum le-le ghadi-bhar

Yeh chhaiya paayega kahan?

Wahan kaun hai tera?

Koyi bhi teri raah na dekhe

Nain bichhaye na koyi

Dard se tere koyi na tadpa

Aankh kisi ki na royi

Aankh kisi ki na royi

Kahe kis ko tu mera

Kahe kis ko tu mera

Musafir, jaayega kahan?

Dum le-le ghadi-bhar

Yeh chhaiya paayega kahan?

Wahan kaun hai tera?

Ho, musafir

Tu jaayega kahan?

Kehte hain gyaani, "Duniya hai faani"

Paani pe likhi likhayi

Hai sab ki dekhi, hai sab ki jaani

Haath kisi ke na aayi

Haath kisi ke na aayi

Kuch tera na mera

Kuch tera na mera

Musafir, jaayega kahan?

Dum le-le-, dum le-le...

Dum le-le ghadi-bhar

Yeh chhaiya paayega kahan?

Wahan kaun hai tera?

- It's already the end -