00:00
04:43
इस गाने के बारे में इस समय कोई सूचना उपलब्ध नहीं है।
Riddhi-siddhi-vriddhi hoti, haan, tere hi aane se
Aur sundar yeh shristi hoti, haan, tere hi aane se
Morya, Morya
Mann ke andhere kone mein jo daanav chhupa hai, Morya
Uspe hi jay ho toh digvijay ho, teri tarah, Morya
Ganpati Bappa, Morya, pudhchya varshi, lavkar ya
♪
Oh, laakh koi de hunkaare, laakh koi dhamkaye
Oh, hum teri raahon pe chalte, hum nahi rukne waale
Mera deva devon ka devta, maaza, deva devon ka devta
Pair rukne naa, sar yeh jhukne naa dega
Morya, re Morya, Ganpati bappa moreya
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraye Morya
Morya, re Bappa Morya, Ganpati Bappa Morya
Deva
Sajjan ki aas, durjan ka naash, tu kaisa bindaas hai, raja
(Tu kaisa bindaas hai, raja)
Teri ho pooja, phir koi dooja, tu sabka vishwas hai, raja
(Tu sabka vishwas hai, raja)
Yun toh sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai, Morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai, Morya
Morya, re Morya, Ganpati bappa moreya
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraye Morya
Morya, re Bappa Morya, Ganpati Bappa Morya
Gan-Gan-Ganapati, Gajmukh mangal
Jai jagvandan vakratund daani-daata
Vighan haran shubh karan
Vighan haran shubh karan
Vighan haran shubh karan
Morya, re Morya, Ganpati bappa moreya
Morya, re Morya, Ganpati bappa moreya
Shambhu sutaya, shambhu sutaya, lambodaraye Morya
Morya, re Bappa Morya, Ganpati Bappa Morya
Hey, jal mein, thal mein, shristi shakal mein
Van mein, ran mein, kan-kan mein
Taru mein, kan mein, gaj mein, gan mein
Morya hai har mann mein
Hey, rang ki dhaare, rang buhaare
Chhal-chhal chhalke har jag mein
Tej hai, bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein, re Bappa
Morya ke darshan mein, re Deva
Morya ke darshan mein
Morya ke darshan mein