00:00
03:51
इस गाने के बारे में फिलहाल कोई जानकारी उपलब्ध नहीं है।
Zaraa see aahat hotee hai, to dil sochtha hai
Kaheen ye vo to nahin, kaheen ye vo to nahin
Kaheen ye vo to nahin

♪
Chhup ke seene mein
♪
Chhup ke seene mein koyi jaise sada detaa hai
Shaam se pehle diya dil ka jala detaa hai
Hai usi kee ye sada, hai usi kee ye ada
Kaheen ye vo to nahin, kaheen ye vo to nahin
Kaheen ye vo to nahin
♪
Shakl firtee hai nigaahon mein vahee pyaaree see
Meri nas-nas mein machalane lagee chingaari see
Chhoo gayi jism mera, kiske daaman kee haea