00:00
02:49
Aate jate, hanste gaate
Sochaa tha maine man main kai baar
Wo pehali nazar, halakaa sa asar
Karata he kyun is dil ko beqaraar
Ruk ke chalanaa, chal ke ruknaa
Naa jane tumhen he kis kaa intazaar
Tera wo yakin, kahin main to nahin
Lagata he yahi kyun mujhako baar-baar
♪
Aate jate, hanste gaate
Sochaa tha maine man main kai baar
Honton kii kali kuch or khili
Ye dil pe hua he kiskaa ikhtiyaar