00:00
04:37
Ek pyaar ka nagma hai
Mauzo ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
♪
Kuch paakar khona hai
Kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umra churani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
♪
Tu dhar hai nadiya ki
Mein tera kinara hu
Tu mera sahara hai
Mein tera sahara hu
Aankhon mein samandar hai
Aashao ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
♪
Toofan ko aana hai
Aa kar chale jaana hai
Baadal hai ye kuch pal ka
Cha kar dhal jaana hai
Parchaiyan reh jaati
Reh jaati nishani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Ek pyaar ka nagma hai
Mauzo ki rawaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi
Teri meri kahaani hai
Teri meri kahaani hai
Teri meri kahaani hai