00:00
01:58
Ujde se lamhon ko aas teri
Zakhmi dilon ko hai pyaas teri
Har dhadkan ko talaash teri
Tera milta nahin hai pata
Khaali aankhein khud se sawaal kare
Amnon ki cheekh behaal kare
Behta lahoo fariyaad kare
Tera mit'ta chala hai nishaan
Rooh jam si gayi, waqt tham sa gaya
Toote khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda)
Tu kahaan chhupa hai, humein yeh bata
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda)
Yoon na humse nazrein phira, noor-e-Khuda
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda)
(Aajkal tu kahaan hai, yeh bata)
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda) noor-e-Khuda
(Aajkal tu kahaan hai, yeh bata) Ya-Khuda
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda) noor-e-Khuda
(Aajkal tu kahaan hai, yeh bata) noor-e-Khuda
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda)
(Aajkal tu kahaan hai, yeh bata) حیدریم قلندرم مستم
(Noor-e-Khuda, noor-e-Khuda) بندۂ مرتضیٰ علی ہستم
(Kya yeh sach hai ke tum ho humse khafa?)
Noor-e-Khuda