00:00
02:31
Svadharme nidhanam shreyah, svadharme nidhanam shreyah
Jai-jai-jai, jai-jai-jai
Jai-jai-jai (svadharme nidhanam shreyah)
Jai-jai-jai (svadharme nidhanam shreyah)
Sooraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Chalta ja tu, chalta ja
Ye dharm hai tera, ladta ja
Sooraj ki tarah jalta ja tu
Aandhi ki tarah badhta ja tu
Qadam ye tere kabhi rukein na
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena
♪
Jaihind ki sena
♪
Bunkeron pe bam gira ke bol, "Zindabaad" tu
Shershaah, har-dam rahega sarhadon ko yaad tu
Foonkta ja, foonkta ja zaalimon ki bastiyan
Dushmanon ko kya pata, hai aag ki aulaad tu
Bunkeron pe bam gira ke bol, "Zindabaad" tu
Shershaah, har-dam rahega sarhadon ko yaad tu
Foonkta ja, foonkta ja zaalimon ki bastiyan
Dushmanon ko kya pata, hai aag ki aulaad tu
Ghaav badan pe sehta ja tu
"Bharat-Bharat," kehta ja tu
Parvat-parvat chadhta ja tu
Veer bahadur, ladta ja
Shapath hai tujhjko is maati ki
Ladna, jab tak jaan hai baaki
Dam ruk jaaye, qadam rukein na
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena
Jaihind ki sena