00:00
02:46
Aarzu dil ki tu
Kyun khafa khwaa-makhan
Meethi shehad si tu
Meetha tha har sama
Dil toota bay-khabar tujko nazar aye na
Aou na
Hamanva jayengay har jaga
Haath uthi har dua main tera naam hi tha
Is judai mai teri qadar ayi na
Kate na
Kate na
Ye pal teray bin
Kate na
Ye pal
Ye pal tere bin
Kate na
Ye pal
Yeh pal tere bin
Kate na
Kate na
Ye pal tere bin
♪
Guzri shab poochay ye
Fikr khudki kyun na
Andaza shab ko kya
Is bay fiqri ka lazzat ka na
Ansu ye hai khatam insay lahu beh raha
Tum thee sang to suhana tha har sawera
Atish man ki bhuja hai yehi ilteja
Dil toota bekhabar tujko nazar aye na
Kate na
Kate na
Ye pal teray bin
Kate na
Ye pal
Ye pal tere bin
Kate na
Kate na
Ye pal tere bin
Kate na
Kate na
Ye pal tere bin
Tere bin
Tere bin
Tere bin