00:00
04:06
Zindagi Hussain hai, bandagi Hussain hai

Is jahaan ki teergi mein raushni Hussain hai

♪
Wo Hussain jo ki deen ki panaah ban gaya
Wo Hussain jo binaa-e-la ilaah ban gaya

Wo Hussain jispe karte ambiya bhi naaz hain
Wo Hussain jo ki ek kibriya ka raaz hai
Raaz hai Khuda to uski aagahi Hussain hai
Zindagi Hussain hai, bandagi Hussain hai
Zindagi Hussain hai, bandagi Hussain hai
Is jahaan ki teergi mein raushni Hussain hai
♪
Ghar diya Hussain ne, sar diya Hussain ne
Jo koi na kar saka wo kar diya Hussain ne
Jiske saamne koi nahiin raha havaas mein
Aisi jang to Ali nahiin lade they pyaas mein
Khud Ali ye kah rahe hain ki Ali Hussain hai