00:00
03:19
There are no similar songs now.
Aaj tu hai
Kal koi aur
Fir bhi kyu baandhein
Tu aise dor?
Aaj tu hai
Kal koi aur
Fir bhi kyu baandhein
Tu aise dor?
Fass gaya hu mein
Fass gaya hu mein
Mein ghoomu aise Sheheron mein jaha aankhein milti gairon se aur pooche saare thehroge ki nahi?
Haan kehna jo bhi kehloge
Jab tu aur mein lehron se
Hum upar neeche tairenge toh sahi,
Poori baat ek raat ki
Naakhun aur daat ki
Meri teesri aankh kehti ki
Bigde baap ki tu
Aur pighle jaanke, Ki mein aaj thoda behka hu
Mujhme jaan daal laash banke leta hu!
Haafte haafte ghut-te saare gum,
Ghaav jo chhapte naamon se badan
Baahon mein bas hona dafan hai sona kaha? bas khona hai sab!
(Aa)
Chaadaaron ki deewaarein,
Baadalon pe savaare,
Din mein dikhte taarein
Baar baar kyu fasa mein yu hi
Sagaron sa bahaade,
Chaahta tujhko gavaane
Tu hi mere bahaane
Baar baar kyu fasa mein yu hi
Fass gaya hu mein
(Tere baalon ke jaalon mein, uljhe savaalon)
Fass gaya hu mein
(Dekhe mujhe jaise aankhon se kha loge)
Fass gaya hu mein
(Tere baalon ke jaalon mein, uljhe savaalon)
Fass gaya hu mein
Dhua hai yaa kahi
Lagi hai aag si,
Hai jaan daav par
Tu hai mein hu yahi
Toh jaane kaha?
Fass gaya hu mein
(Fass gaya hu mein, fass gaya hu mein)
Fass gaya hu mein
(Fass gaya hu mein, fass gaya hu mein)
Fass gaya hu mein
Fass gaya hu mein
(Fass ke thakk gaya hu)