background cover of music playing
Maula - Ali Zafar

Maula

Ali Zafar

00:00

06:03

Similar recommendations

Lyric

Naa jaane alam-e-takveen mein kis-kis ko rashkaaya

Mohabbat mere hisse mein jab aai, hisse mein jab aai mere Maula ki

Har ek had-e-taaeen se aali ki shaan aala hai

Badaai khud naam hi se hai mere Maula ki

Har ek mushkil mein kam aai duhai mere Maula ki

Samaj mein shaan phir bhi kuch na aai mere Maula ki

Maula ki, Maula ki

Maula ki, Maula ki

Maula ki, Maula ki (Maula ki)

Maula ki, Maula ki (Maula, Maula)

(Maula, Maula, aali Maula, Maula)

Khirad ne 100 tarha soorat dikhaai mere Maula ki

Khirad ne 100 tarha soorat dikhaai mere Maula ki

Samaj mein shaan phir bhi kuch na aai mere Maula ki

Samaj mein shaan phir bhi kuch na aai mere Maula ki

Maula ki, Maula ki

Maula ki, Maula ki

Ye haq ke saath rehete hai Maula, mere Maula

(Ye haq ke saath rehete hai Maula, mere Maula)

Haq in ke saath reheta hai, Maula, mere Maula

(Haq in ke saath reheta hai, Maula, mere Maula)

Nahi mumkin kabhi...

Nahi mumkin kabhi haq se judaai mere Maula ki

Samaj mein shaan phir bhi kuch na aai mere Maula ki

Samaj mein shaan phir bhi kuch na aai mere Maula ki (Maula)

Maula ki, Maula ki (Maula)

Maula Maula ki, Maula ki (aali Maula)

Maula Maula ki, Maula ki (Maula)

Maula ki, Maula ki (aali Maula)

Maula ki, Maula ki (aali, aali, aali, aali)

Maula ki, Maula ki (Maula, Maula, Maula)

Maula ki, Maula ki (aali Maula)

Maula ki, Maula ki

- It's already the end -