00:00
02:35
Azaadi
Bhukhmari se azaadi
Haan, bhed-bhaav se azaadi
Haan, pachhvaad se azaadi
Hum leke rahenge azaadi
Tum kuch bhi kar lo
Azaadi, azaadi, azaadi, azaadi
Ho tera pinjra, main jaal ni khaana, prindyaan ne udd jaana, tera pinjra
Tera muk jaana saara laana-baana, prindyaan ne udd jaana, tera pinjra
Tera pinjra, main jaal ni khaana, prindyaan ne udd jaana, tera pinjra
Tera muk jaana saara laana-baana, prindyaan ne udd jaana, tera- (freedom, freedom)
Haan, bahut baithe chup-chap, kya ghante ka insaaf
Desh kaise hoga saaf? Inki niyaat mein hai daag
Sirf karte rahenge baat, akal, shakal, wahi jaat
Vote milne par yeh khaas, phir gaayab poore saal
Haan, mera bhai hai toh noton ki sarkaar hai naa
Note se banate apne beton ko yeh star hain naa
Kitne bekaar kyun, yeh aapas mein jhankaar hai naa
Baaki poora desh doobe, inki naiyaa paar hai na
Achchi vidya chahiye? Achcha-khaasa maal de naa
Nal mein paani chahiye? Khade reh le line mein naa
Zameen apni par note dikha kar sign le naa
Drugs laaye yeh, phir dhakel denge crime mein naa
Akela insaan, phir gaadi teri chaar kyun?
Ghar mein hain chaar, phir rooms phir tere aath kyun?
Paison se nahi bante, kudrat se hum khaas kyun?
Teri peedhi ka soch, woh kaise lenge saans, kyun?
(Shh...)
Kya "shoo"? Ektarafa taraazu
Kya "shoo"? Teri hansi, mere aansu
Kya "shoo"? Ghut-ghut ke kyun saans lun?
Kya "shoo"? Usey dega kya hisaab tu?
Ho tera pinjra, main jaal ni khaana, prindyaan ne udd jaana, tera pinjra
Tera muk jaana saara laana-baana, prindyaan ne udd jaana, tera-
Nahi ban'na mujhe Slumdog Millionaire, yeh Slumdog hai mission pe
System ke keede, chhode inke apne kafan pe
Bachpan se chhura rakha hai inhone apne gardan pe
Mastak mein yeh likhte galat, seekhte galat, chheenkte halak
Par kisi ko parvaah nahi, yeh shaitaan hain, insaan nahi
Dharam ke naam pe kaam nahi, dharam banaya insaan ne hi
Paison ke liye yeh tha sabhi, dimaag lada kar jaan kar bhi
Dharne laga tu, kaan ka bhi, istemaal kar tu zabaan ka bhi
Andkeha kyun hai jaan ke bhi? Andekha kyun hai jaan ke bhi?
Sachchai mein tu samaa kabhi, achchai se tu kama kabhi
Is gandh ko krna saaf abhi, is gandh ko krna saaf abhi, is gandh ko krna saaf abhi
Kya "shoo"? Ektarafa taraazu
Kya "shoo"? Teri hansi, mere aansu
Kya "shoo"? Ghut-ghut ke kyun saans lun?
Kya "shoo"? Usey dega kya hisaab tu, huh?
Huh, bolo azaadi (bolo azaadi)
Bolo azaadi (bolo azaadi)
Bolo azaadi
Give me freedom