00:00
04:08
Din charhay
Teri hee yaadon mein hai din dhalay
Tere khayalon mein hain gum kharay
Pata nahi hai jaane kyun huay gum
Koi nahi
Hay tere jesa koi bhi nahi
Hay teri aankhon mein jo roshni
Thi dekhi pehle na kabhi, na kabhi
Likh raha hun aakhri geet tere naam
Na na na, na na na
Ye dil tou laapata hai par hai sirf tere naam
Na na na, na na na
Likh raha hun aakhri geet tere naam
Na na na, na na na
Ye dil tou laapata hai par hai sirf tere naam
Na na na, na na na
Tasweer dekhun
Ya dekhun tujhko mein
Paas aa ke bethun
Ya dekhun duur say
Hain taaray bhi gum sum
Teri hassi ke samne, saamnay
Dil ko mein thaamun
Ya chor dun issay
Khud se mein keh dun
Ya keh dun aasman se sari baatain
Jo pehle na kabhi kahi, na kahi