00:00
05:03
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
♪
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Ab yahaan se kahaan jaayein hum?
Teri baanhon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Ab yahaan se kahaan jaayein hum?
Teri baanhon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
♪
Aankhein meri, sapne tere
Dil mera, yaadein teri
Ho, mera hai kya? Sab kuch tera
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage saare gham
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Ab yahaan se kahaan jaayein hum?
Teri baanhon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
♪
Yeh dil kahin lagta nahin
Kya kahoon? Main kya karoon?
Haan, tu saamne baithi rahe
Main tujhe dekha karoon
Tune aawaaz di, dekh, main aa gayi
Pyaar se hai badi kya qasam?
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Tujhe dekha toh yeh jaana, sanam
Pyaar hota hai deewana, sanam
Ab yahaan se kahaan jaayein hum?
Teri baanhon mein mar jaayein hum
Teri baanhon mein mar jaayein hum