00:00
05:03
Kisi baath par main kisi se kafa hoon
Main zindaa hoon par jindagi se kafa hoon
Kisi baath par main kisi se kafa hoon
Main zindaa hoon par jindagi se kafa hoon
Ho, kafa hoon, kafa hoon, kafa hoon
Kisi baath par main kisi se kafa hoon
♪
Muje doston se shikaayat hai shaayad
♪
Muje doston se shikaayat hai shaayad
Muje dushmano se mohabbat hai shaayad
Main is dosti, dushmani se kafa hoon
Main is dosti, dushmani se kafa hoon
Kafa hoon, kafa hoon, kafa hoon
Kisi baath par main kisi se kafa hoon
Main zindaa hoon par jindagi se kafa hoon
♪
Naa jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon
♪
Naa jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon
Magar main jahaan jab jise dekhtaa hoon
Samajhta hai vo main usi se kafa hoon
Samajhta hai vo main usi se kafa hoon
Kafa hoon, kafa hoon, kafa hoon
Kisi baath par main kisi se kafa hoon
Main zindaa hoon par jindagi se kafa hoon
♪
Naa jaagaa hua hoon, naa soyaa hua hoon
♪
Naa jaagaa hua hoon, naa soyaa hua hoon
Main dil ke andheron mein khoyaa hoon
Kisi chaand kee chaandanee se kafa hoon
Kisi chaand kee chaandanee se kafa hoon
Kafa hoon, kafa hoon, kafa hoon
Kisi baath par main kisi se kafa hoon
Main zindaa hoon par jindagi se kafa hoon
Ho, kafa hoon, kafa hoon, kafa hoon
Kisi baath par main kisi se kafa hoon