00:00
05:24
Tumne chahe kaha na
Tumne chahe kaha na
Maine sun liya, maine sun liya
Maine sun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
Tumne chahe kaha na
Tumne chahe kaha na
Maine sun liya, maine sun liya
Maine sun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
Tumne chahe kaha na
Tumne chahe kaha na
Maine sun liya, maine sun liya
Maine sun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
♪
Mujhko hi chahoge tum
Wada nibhaoge tum
Door nahin jaaoge tum
Kaho na, kaho na, kaho na
Kaho na, sanam
Palkon ke saye-saye
Sapne tumhare chhaye
Kaise dil ko samjhaye
Bolo na, bolo na, bolo na
Bolo na, sanam
Lamha-lamha, yar, tera intezaar
Aankhon ne tera sapna
Aankhon ne tera sapna
Hai bun liya, hai bun liya
Hai bun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
Tumne chahe kaha na
Tumne chahe kaha na
Maine sun liya, maine sun liya
Maine sun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
♪
Ho, aaya hai kaisa mausam
Tere liye hi, jaanam
Ehsaas chhalke hardam
Badhane lagi hai ab toh deewangi
Dhadkan yeh sargam gaye
Dil ki lagi tadpaaye
Doori sahi na jaye
Tujh pe fida hai pal-pal yeh zindagi
Ajab hai nikhaar, nayi hai bahaar
Aashiqi ka tarana
Aashiqi ka tarana
Maine gun liya, maine gun liya
Maine gun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
Tumne chahe kaha na
Tumne chahe kaha na
Maine sun liya, maine sun liya
Maine sun liya, sanam
Tujhko dil ka sathi
Chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
Maine chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam
Maine chun liya, maine chun liya
Maine chun liya, sanam