00:00
04:57
(Jiya na, jiya na, jiya na, jiya na jaaye)
(Jaaye, jaaye, jaaye, jaaye, jaaye...)
♪
(Tu-ru-ru-ru, tu-wa)
(Tu-ru-ru-ru, ta-ra, ta-ra)
(Tu-ru-ru-ru, ta-ra, ta-ra)
Honge kabhi hum juda
Honge kabhi hum juda
Maine ye socha na tha
Ye sitam, tu bata, kyun hua?
Jiya na jaaye tere bin, saathiya
Yaadon mein tu hai raat-din, saathiya
(Tu-ru-ru-ru, ta-ra, ta-ra)
(Tu-ru-ru-ru, ta-ra, ta-ra)
♪
Aayein aur jaayein mausam
Mujh ko tanhai ka gham
Mushkil safar, poochun kise manzil kahan?
Dil ka to haal hai aise
Sehra mein phool hon jaise
Veeraan hai mera jahaan
Mujh ko nahi hai khabar
Kis ki lagi hai nazar?
Ye sitam, tu bata, kyun hua?
Jiya na jaaye tere bin, saathiya
Yaadon mein tu hai raat-din, saathiya
(Jiya na, jiya na, jiya na, jiya na jaaye)
(Jaaye, jaaye, jaaye, jaaye...)
♪
Gumsum hain paagal naina
Mehfil mein tanha rehna
Oh, beqadar, kyun ishq ko ruswa kiya?
Mujh se taqdeer bhi roothi
Dil ki ummeed na tooti
Tootengi yeh khamoshiyaan
Tum the mere humsafar
Kis ki lagi hai nazar?
Ye sitam, tu bata, kyun hua?
Jiya na jaaye tere bin, saathiya
Yaadon mein tu hai raat-din, saathiya
Honge kabhi hum juda
Honge kabhi hum juda
Maine ye socha na tha
Ye sitam, tu bata, kyun hua?
Jiya na jaaye tere bin, saathiya
Yaadon mein tu hai raat-din...