background cover of music playing
sirfira - Accha Insaan

sirfira

Accha Insaan

00:00

02:29

Similar recommendations

Lyric

Na jaanu mai

Ye hua kya

Na jaane kyu

Main kho gaya

Naasamajh dil mera (Hai kahan hai kahan)

Sahi galat

Nahi samajh

Nahi khabar

Ye hai bekarari

Ya hai koi subah nayi

Na jaane hua kya mujhe

Aaj kal kyu dil mera

Ye hogaya hai sirfira

Kyu aaj kal ye dil mera

Tu ye bata tune kya kiya kyu

Dil mera ye

Sirfira kyu

Dil mera tu

Kya kiya kyu

Saansein tumhi pe main vaar du

Kaise tumhe ye bata bhi du

Shamo seher bas khayalo me

Tere rahoon

Ye jo bhi hua hai

Bas tu hi wajah hai

Asar hai ye kaisa tera?

Ye junoon jo chadha hai

Kya meri khata hai?

Karu toh karu mai bhi kya?

Aaj kal kyu dil mera

Ye hogaya hai sirfira

Kyu aaj kal ye dil mera

Tu ye bata tune kya kiya kyu

Dil mera ye

Sirfira kyu

Dil mera ye

Sirfira kyu

Dil mera tu

Kya kiya kyu

- It's already the end -