00:00
02:57
Chalo, tumko lekar chalein hum un fizaaon mein
Jahan meetha nasha hai taaron ki chhaon mein

♪
Gaati, sar-sarati in hawaon sang aao
Paas mere aana
Sapno ka safar hai, mere dil ka yeh bhanwar hai
Ismein doob jaana
Zara sa lamha chhupa tha, ab mil gaya