background cover of music playing
Hamari Adhuri Kahani - Lofi Flip - Jay Kava

Hamari Adhuri Kahani - Lofi Flip

Jay Kava

00:00

05:45

Song Introduction

इस गीत के लिए फिलहाल कोई संबंधित जानकारी नहीं है।

Similar recommendations

Lyric

Paas aaye, dooriyaan phir bhi kam na huyi

Ek adhuri si hamari kahani rahi

Aasmaan ko zameen yeh zaroori nahin

Jaa mile, jaa mile

Ishq sachcha wahi jisko milti nahin

Manzilein, manzilein

Rang the, noor tha, jab qareeb tu tha

Ek jannat sa tha yeh jahaan

Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

Likh ke chhod gaya tu kahaan?

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Khushbuon se teri yoon hi takra gaye

Chalte-chalte, dekho na, hum kahaan aa gaye

Jannatein 'gar yahin, tu dikhe kyun nahin?

Chaand-sooraj sabhi hain yahaan

Intezaar tera sadiyon se kar raha

Pyaasi baithi hai kab se yahaan

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Pyaas ka yeh safar khatam ho jaayega

Kuch adhoora sa jo tha, poora ho jaayega

Jhuk gaya aasmaan, mil gaye do jahaan

Har taraf hai milan ka samaan

Doliyaan hain saji, khushbuyein har kahin

Padhne aaya Khuda khud yahaan

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani

- It's already the end -