background cover of music playing
Sarkaare - King

Sarkaare

King

00:00

02:43

Song Introduction

इस गाने के बारे में फिलहाल कोई जानकारी उपलब्ध नहीं है।

Similar recommendations

Lyric

Dil ko dukha ke thoda hum bhi dekhenge

Yaadon mein basa ke thoda hum bhi dekhenge

Shayad hum juda hue toh phir na milein

Ho

Na ja sarkaare

Dekh toh yahan re

Pyaar ke hain maare

Jaise tute taare

Hai bechare

Kayi saare

Kayi saare

Ho, main kya karti ek bahana chun liya

Ho, tere chehre ka sirhaana bunn liya

Tuta jo taara

Zameen pe hara

Khwab humara

Falling from the sky

Samjhe ishara

Kehna kya chahra

Saansein bachi na

Love me back to life

Love me back to life

Na dekha tune haal yeh mera

Muqaddar bhi sath na mera

Begaano si mai nachdi phiru

Teri jogan banke saajna

Is hi tarah din katega mera

Raatein hongi meri tanha

Tu sunega nahi

Mai bhi bolungi na

Tujhse pyaar kiya

Ho, jo tu hi nahi hai

Kya paas hamare

Vahi dil dooba re

Jaha na kinara

Na sahara

Na tumhara

Na humara

Ho, mai kya karti ek bahana chun liya

Ho, tere chehre ka sirhaana bunn liya

Toota jo taara

Zameen pe haara

Khwaab humara

Falling from the sky

Samjhe ishara

Kehna kya chahra

Saansein bachi na

Love me back to life

- It's already the end -