background cover of music playing
Dil-E-Nadaan - Ayushmann Khurrana

Dil-E-Nadaan

Ayushmann Khurrana

00:00

04:12

Song Introduction

इस गाने के बारे में इस समय कोई सूचना उपलब्ध नहीं है।

Similar recommendations

Lyric

Dil-e-nadaan, tujhe hua kya hai?

Aakhir iss dard ki dawa kya hai?

Dil-e-nadaan, tujhe hua kya hai?

Humko unse wafa ki hai ummeed

Humko unse wafa ki hai ummeed

Humko unse wafa ki hai ummeed

Jo nahin jaante, wafa kya hai

Jo nahin jaante, wafa kya hai

Dil-e-nadaan, tujhe hua kya hai?

Jaan tum par nisaar karta hoon

Jaan tum par nisaar karta hoon

Jaan tum par nisaar karta hoon

Main nahin jaanta, dua kya hai

Dil-e-nadaan, tujhe hua kya hai?

Maine maana ke kuch nahin, Ghalib

Maine maana ke kuch nahin, Ghalib

Muft haath aaye toh bura kya hai?

Dil-e-nadaan, tujhe hua kya hai?

Dil-e-nadaan, tujhe hua kya hai?

- It's already the end -