00:00
03:51
Ae do jahaan ke Maalik, sun le meri guzarish
Ae do jahaan ke Maalik, sun le meri guzarish
Mere jigar ke tukde ke vaaste yeh khwahish
Woh jahaan bhi, jis jagah ho, tera haath sar pe rakhna
Har-dum, har ghadi, haan, tu fikar uski karna
Usey khairiyat se rakhna, usey khairiyat se rakhna
Usey khairiyat se rakhna, bas khairiyat se rakhna
♪
Kabhi tez dhoop uska badan jala na paaye
Haan, kabhi tez dhoop uska badan jala na paaye
Kabhi baarishein bhi usko beemaar kar na paayein
Ho, lihaaf tan pe uske tere haathon se tu dhakna
Usko lage na thokar, itna tu karam karna
Usey khairiyat se rakhna, usey khairiyat se rakhna
Usey khairiyat se rakhna, bas khairiyat se rakhna
Khairiyat se rakhna
Khairiyat se, khairiyat se rakhna
Usey khairiyat se rakhna
Usey khairiyat se rakhna
Usey khairiyat se rakhna
Bas khairiyat se rakhna
Usey khairiyat se rakhna