background cover of music playing
Sarsariya - Shashwat Singh

Sarsariya

Shashwat Singh

00:00

06:09

Similar recommendations

Lyric

Yeh sarsrati hawa

Jaaye chaaron disha

Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya

Ye hawa...

Sar-sar-sariya...

Sar-sar-sariya...

Kyun na lehra ke main bhi

Disha disha nagar nagar jaaun

Khila khila sa jo...

Mera ye mann hai

Khila khila sa jo...

Mera ye tann hai

Jo rang rang hai... mere sapne

To sab rang hi... laage apne

Jo rut koi chhaayi toh chha jaane de

Jo aayi angdaai toh aa jaane de

Hawaayein jo batayein wohi maan le

Tu mann ki satrangi hai ye jaan le

Ye sarsarati hawa

Jaaye chaaron disha

Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya

Ye hawa...

Sar-sar-sariya...

Sar-sar-sariya...

Kyun na lehra ke main bhi

Disha disha nagar nagar jaaun

Lage ke abhi tu hai anjaani

Jagat mein jitna. bhi hai paani

Hai prem utna. mere mann mein

Tu hi to basi hai mere jeevan mein

Teri vani mere mann me samati to hai

Teri baat mujhe sapne dikhati to hai

Tujhe jo dekhu badhti ye dhadkan to hai

Hui meethi meethi si mann mein

Uljhan toh hai

Yeh sarsaraati hawa

Jaaye chaaron disha

Aise hi mukt mann mera bhi ho gaya

Ye hawa...

Sar-sarsariya...

Sar-sarsariya...

Kyun na lehra ke main bhi

Disha disha nagar nagar jaaun

Sarsariya.

- It's already the end -