00:00
03:06
Currently, there is no information available about the song "Teray Naam" by Hasan Raheem in English.
Teray naam pay duayen dun
(Terey naam, Terey naam)
Har pal nazar ab aye tu
Teray naam pay duayen dun
Har pal nazar ab aye tu
Qurban teri ada
Thora meray our aa
Aisay haath say na jaye tu
Shab-e-nam guzar mera sukoon
Kisi our hai chala
Ab khud ko nai pata
Logon ki baton main na ana yun
Justuju meri thikana hai tu
Ashqon ki jo ye rawani
Thamta nahi ab mera jhee
Logon ki baton main na ana yun
Ulfat barhey gee tum nibhana yun
Ashqon ki jo ye rawani
Thamta nahi ab mera jhee
Ab to meri maan jaa
Dil bin teray weeran sa
Na day sakun khudko dhilasa
Ab to meri maan jaa
Dil bin teray weeran sa
Na day sakun khudko dhilasa
Kya dun khudko dhilasa
Haan haan
Yeah, yeah
Oohh, oooh
Oooh, Ooh
Yeah, yeah
Raftaaar
Jaana mera saath chhod nahi
Jaana mera haath chhod nahi
Mushkil se milti ho tum
Haseena haseen si yeh raat chhod nahi
Bemausam ki baarish ki tarha na behne de ankhon se katre
Mere apne hi shatir hai apne fasa lenge apne hi khatre
Tu kaha suni baaton me na aana waana (Tu)
Purani baatein adhi janta zamana (Tu)
Purane ko mitana mere haath nahi (Tu)
Purana shaqs koi mere saath nahi
Sab kuch mita dengе hum teri chahat main itna to mano na
Hum tumhe jaan gaye
Tum bhi hamе thoda jaano na
Jaano na Jaano na
Ab to meri maan jaa
Dil bin teray weeran sa
Na day sakun khudko dhilasa
Kya dun khudko dhilasa
Ab to meri maan jaa
Dil bin teray weeran sa
Na day sakun khudko dhilasa
Kya dun khudko dhilasa, haan
♪
Khudko dhilasa
Khudko dhilasa