background cover of music playing
Aisa Hi Hun - Hasan Raheem

Aisa Hi Hun

Hasan Raheem

00:00

02:33

Similar recommendations

Lyric

Kamrey main band main

Ankhain hain nam ye

Sukoon ki rahein dhoondoo

Sukoon ki rahein dhoondun ab main

Dil mera tang ab

Deti tu dastak

Kis mun say aoun main teray

Kis mun say aoun main teray samney

Shehar jo badely

Badley ye rastey

Aik aahat bhi mujhey

Aik aahat bhi muje lejaye

Is kashmakash main jidar main hopeless

Gunaahon kay dikh rahey

Gunaahon kay dikh rahey saaye

May Bina jhankey apney girebaan main safaiyan daita phirun

Darpadar main is kadar purani saari galiyan phirun

Behosh baitha rahun main apni purani manzilon main

Saleeka e safar mainay abhi tak seekha hi nai

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Ab Main poochun khud say

Kay "Hasan tu khush hai"

Teri kahi hui batein ye saarey log jayengay bhool

Baat to ye sach hai

Zamaney say bach kay

Rehna seekhaingay hamari khaity main nai ghuroor

Phir bhi bina jhankain apney girebaan main safaiyaan daita phirun

Dar padar main is qadar purani saari galiyan phirun

Behosh baitha rahun main apni purani manzilon main

Saleeka e safar mainay abhi tak seekha hi nai

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

Main aisa hi hun

- It's already the end -