00:00
06:18
Har taraf, har jagah, har kahin pe hai, haan, usi ka noor

Haan, usi ka noor
Roshni ka koi dariya toh hai, haan, kahin pe zaroor

♪
Yeh aasmaan, yeh zameen, chaand aur sooraj
Kya bana saka hai kabhi koi bhi qudrat?
Kya bana saka hai kabhi koi bhi qudrat?
Koi toh hai jiske aage hai aadmi majboor
Koi toh hai jiske aage hai aadmi majboor
Har taraf, har jagah, har kahin pe hai, haan, usi ka noor
♪
Insaan jab koi hai raah se bhatka
Kisne dikha diya usko sahi rasta?
Kisne dikha diya usko sahi rasta?
Koi toh hai jo karta hai mushkil humari door