background cover of music playing
Teri Ho Na Saki - King

Teri Ho Na Saki

King

00:00

03:51

Similar recommendations

Lyric

Meri aankhein ye

Tujhpe tiki

Tu milja abhi. Tu milja abhi

Main mana teri ho na saki

Par tuje kho na saki

Mujhe har pal tu yaad tha

Main bas tujhe bol na saki

Mujhe tera pyaar yaad hai

Main raaz ye khol na saki

Mujhe bas tujhse pyaar tha

Main bas tuje bol na saki

Mujhe rehne deta teri in baahon mein

Kabhi akeli na padhti main raahon mein

Aaj dekh le tu haal mera main

Kho gayi

Dukha dil tera maana galti thi

Par teri baatein saari maana karti thi

Hue na kum faasle par...

Tu hai saamne

Main mana teri ho na saki

Par tuje kho na saki

Mujhe har pal tu yaad tha

Main bas tujhe bol na saki

Mujhe tera pyaar yaad hai

Main raaz ye khol na saki

Mujhe bas tujhse pyaar tha

Main bas tuje bol na saki

Wo kehta mujhe raah meri takh lena

Main tuje lene ek din aaunga

Aaj bhi pyaar mein, main meri jaan

Bas teri raahan takhdi...

Sacche pyaar ka haal edda karda na koi

Na tennu khabar Raja kinna main royi

Saare zamaane pe hasdi main rehndi si

Khud pe je beete, taan hasda na koi

Main ki karan vas chalda nai mera

Aaj fir kyun teri yaadon ne ghera

Chhod jo gaya tha meri hi galti thi

Par samjha sakta tha muh kyun ye phera

Aaj bhi fir tujhse kehdu main

Ye jhuth mera dil tujhpe marta nai

Ruk jaati jo hun main ek baat pe

Ke tu pyaar mujhse karta nai

Main mana teri ho na saki

Par tuje kho na saki

Mujhe har pal tu yaad tha

Main bas tujhe bol na saki

Mujhe tera pyaar yaad hai

Main raaz ye khol na saki

Mujhe bas tujhse pyaar tha

Main bas tuje bol na saki

- It's already the end -